Jharkhand Police Bharti 2020 | Excise & Special Branch Constable Job

jharkhand police bharti

Jharkhand Police Bharti mein badi sankhya mein har saal Constable aur Special Branch Constable ke liye bharti nikalti hai jismein kaafi saare yuva bhaag lete hai. Isi kaaran aaj hum Josh Kosh par aapke liye lekar aaye hai iss bharti se judi puri jaankari dates, vacancy, fees, eligibility aur bhi saari jaankari, toh padhte rahiye article.

Delhi Police Sub Inspector 2019 ki vacancy nikal chuki hai. Notification ke liye click kare

Iss Article mein hum aapko bataenge

Jharkhand Police Recruitment Dates 2020

Jharkhand Police Vacancy 2020

Jharkhand Police Apply Online

Jharkhand Police Application Fees

Jharkhand Police Salary

Jharkhand Police Eligibility

Jharkhand Police Selection Process Aur Exam Pattern 2020

Jharkhand Police Syllabus 2020

Jharkhand Police Admit Card 2020


Jharkhand Police Recruitment Dates 2020

Recruitment ki dates har saal change hoti rehti hai. 2018-2019 ki dates niche table mein bata di gayi hai aur 2020 ki dates abhi aae nahin hai jaisi hi dates aajaegi waise aapko blog ke through bata dia jaega:-

Events Excise Constable Special Branch Constable
Online Application 26.12.2018 04.01.2019
Last Date to Apply online 09.02.2019 18.02.2019
Last Date to Pay Fees 13.02.2019 21.02.2019
Last date to submit photo & signature 16.02.2019 24.02.2019
Starting of Limited Modification 19.02.2019 25.02.2019
Closing of Limited Moficiation 23.02.2019 27.02.2019
Admit Card Download Date N/A N/A
Exam Date N/A N/A

Jharkhand Police Vacancy 2020

Excise Constable aur Special Branch Constable mein jitne seats hote hai wo har saal change hote hai. Pichle saal ke according jitne seats the wo niche table mein bataya gaya hai. Iss saal ki vacancy abhi nahin aae hai lekin jaise hi koi update aata hai hum aapko iss blog ke through update kar denge.

Jharkhand Excise Constable Vacancy 2018-19

Category Vacancy
General 264
BC 44
EBC 22
SC 50
ST 138
Total Vacancy 518

Jharkhand Special Branch Constable Vacancy 2018-19

Category Vacancy
General 506
BC 61
EBC 81
SC 101
ST 263
Total Vacancy 1012

Jharkhand Police Salary

  • JECCE: Pay Band PB – 5200-20200, Grade Pay- 1900/-
  • SBCCE: Pay Band PB – 5200-20200, Grade Pay- 2000/-

Eligibility

Age Limit

JECCE 18-25 Years (as on 01.08.2018)
SBCCE 19-25 Years (as on 01.08.2018)

Educational Qualification

JECCE Class 10th Passed from Government Recognized University
SBCCE Class 12th Passed  from Government Recognized University

Physical Standards

Category Height Chest
Gen/OBC/EBC 160 Cms 81 Cms
SC/ST 155 Cms 75 (JECCE), 79 (SBCCE) Cms
Females 148 Cms

Online Application

Agar aap Jharkhand Police mein bharti lena chahte hai toh aapko sabse pehle uske liye online form fill karna hoga. Form fill karne ke liye aap Jharkhand police ke website pe jaa sakte hai http://www.jssc.nic.in/. Lekin form fill karne ke liye aapko dates dhyan mein rakhna hoga.

Jharkhand Police Application Fees

Category Fees
General/OBC Rs 800/-
SC/ST Rs 200/-

Selection Process

Selection Process Excise Constable (JECCE) aur Special Branch Constable (SBCCE) dono ke liye aapko batae gaye hai:

  • Written Test (OMR)
  • Physical Efficiency Test
  • Physical Measurement Test

Minimum Passing Marks

Category Passing Marks %
General 40%
SC/ST 32%
OBC 34%
BC 36.5%
Females 32%

Exam Pattern 2020

Excise Constable Exam Pattern

Written Exam

Written exam mein total 3 papers ( Paper I, II & III ) hote hai aur teeno paper dena jaruri hai. Agar aap written exam clear kar lete hai tab hi aapko next round ke liye bulaya jata hai. Total time duration exam ke liye two hours hota hai.

Paper I

Subject Questions
Hindi 80
English 40
Total 120

Paper II

Paper II mein aapse total 100 multiple choice questions puche jaate hai aur har ek question 3 marks ka hota hai.

Paper III

Subject Questions
General Studies 40
Related to Jharkhand 50
General Science 20
General Maths 10

Special Branch Constable Exam Pattern

Written Exam

Written exam mein total 2 papers ( Paper I, II ) hote hai aur dono paper dena jaruri hai. Agar aap written exam clear kar lete hai tab hi aapko next round ke liye bulaya jata hai.

Paper I Pattern

Subjects Total Question Marks Time Duration
Hindi Subject Knowledge 50 100 3 hours
General Knowledge 50 100
General Science 25 50
General Maths 25 50
English Subject Knowledge 25 50
Total 175 350

Paper II Pattern

Paper II ek local language pe hota hai aur aapne jo bhi subject liya hoga ussi se related questions aapse puche jaenge.

Physical Efficiency Test

Excise Constable
Running Male 10 Kms in 60 Mins
Running Female 5 Kms in 40 Mins
Special Branch Constable
Running Male 1 Mile in 7 Minutes
Running Female 1 Mile in 10 Minutes
High Jump (Male Only) 4 Feet
Long Jump (Male Only) 12 Feet
Javelin Throw 15 Feet (Male)
10 Feet (Female)

Physical Measurement Test

Sr. No. Category Height (Minimum) Chest (Minimum)
1. Unreserved 160 cms 81 cms
2. SC 155 cms 79 cms
3. ST 155 cms 79 cms
4. OBC (Schedule-1) 160 cms 81 cms
5. BC (Schedule-2) 160 cms 81 cms
6. Female 148 cms

Syllabus 2020

General Study : Questions inn topic se puche jaenge jaise ki Indian Current Events, General Science, General Knowledge,Current affairs of National & International news, Important dates, Current Science, Technology, Sports & Culture.

General knowledge of Jharkhand : Questions inn topic se puche jaenge jaise ki major wildlife sanctuary and national park, major rivers, irrigation planning, major tourism (forts, palaces, ancient notable and natural places, caves, mausoleum etc.) Major personalities of Madhya Pradesh (political, sportsmen, artist, administration, author, litterateur, social worker etc.)

General Science : Questions inn topic se puche jaenge jaise ki India’s scientific research,Environment, Society aur surrounding.

General Mathematics : Questions inn topic se puche jaenge jaise ki Simplification, Average, Percentage, Time & Work, Area, profit & Loss, Simple & Compound Interest, Time & Speed, Investment, HCF LCM, Problem On Ages , Bar Graph, Pictorial Graph, Pie Chart and Data Interpretation etc.

Jharkhand Police Admit Card 2020

Written test ke liye admit card kuch 10-15 din exam se pehle aate hai. Admit card se judi jankari ke liye aap hamare blog pe jaake vistaar se padh sakte hai.



Saari Latest Police Bharti 2020 Updates ke liye click karein


Humein umeed hai iss article se aapko Jharkhand Police Bharti se jude puri jaankari mil gaye hogi. Agar aapke mann mein iske alawa aur bhi koi sawal hai toh comment karke humse jarur pucchein.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here