cisf constable tradesman vacancy

Jaisa ki aapko pata hai ki CISF Head Constable Recruitment 2019 mein males aur females dono ke liye 429 vacancy nikli hai. jismein interested candidates apply kar sakte hain. Iss recruitment ke liye apply karne ke baad sabse pada sawal yahi hai ki admit card kaise milega. Aap CISF Head Constable admit card ki official website par ja kar download kar sakte hai. CISF ka full form “Central Industrial Security Force” hai. CISF Ministry of home affairs ke andar aata hai.

CISF Head Constable Post ki Jyada jaankari ke liye yahan click karein.

CISF Head Constable Admit Card kaise download karein?

Agar aapne bhi CISF Head Constable bharti mein apply kiya hai toh aapke liye admit card bahut important hai kyonki bina admit card ke exam center mein entry nahin karne dete hain. Iss karan aapko apna admit card download karna hai aur exam ke din saath lekar jaana hai. Ab hum yeh batayenge ki aap CISF Head Constable admit card kaise download kar sakte hai.

CISF Head Constable Admit Card Download:

Step 1: Official website par visit karein. Jiske liye yahan click karein.

CISF Admit Card

Step 2: ‘CISF Head Constable Admit Card’ link par click karein.

Step 3: Apna register number, password,Date of birth aur Captcha enter karein.

CISF Admit Card

Step 4: Submit par click karein.

CISF Admit Card

Step 5: Admit card (English) or Admit card(Hindi) mein se kisi ek par click karein.

Step 6: Admit card download karein aur print par click karein.

CISF Head Constable Syllabus:

Chaliye ke CISF Head Constable post ke liye written exam ka syllabus jante hai:

Subject

Syllabus

Arithmetic ability

  • Number Systems
  • Whole Numbers
  • DecimalsFractions
  • Arithmetical operations
  • Percentages
  • Profit and Loss
  • Interest
  • Discount
  • Averages
  • Ratio and Proportion
  • Time and Work
  • Ratio and Time
  • Time and Distance
  • Mixtures & Allegations
  • Mensuration
  • Data Interpretation

General knowledge

  • Current Events – National & International
  • Economy
  • History
  • Culture
  • Environment
  • Geography
  • General Polity
  • Sports
  • Indian Constitution
  • Famous Personalities
  • Science & Technology
  • General Science up to 10th Standard
  • Physics
  • Chemistry
  • Biology

General Intelligence Subject

  • Analogies
  • Problem Solving
  • Spatial Orientation
  • Directions
  • Similarities & Differences
  • Number Series
  • Discrimination
  • Alphabet Series
  • Spatial Visualization
  • Observation
  • Visual Memory
  • Diagram Series
  • Figural Classification
  • Relationship Concepts
  • Arithmetical Reasoning
  • Arithmetic number series
  • Non-Verbal Series
  • Coding & Decoding

General Hindi/ General English

  • Grammar
  • Tenses
  • Vocabulary
  • Comprehension Passage
  • Usage of Words
  • Antonyms
  • Error Detection
  • Fill in the Blanks
  • Synonyms
  • Translation of Sentences
  • Phrases

Note: Aap ko General Hindi/ General English mein se koi ek subject choose karna hoga.

To iss tarah aap admit card download kar sakte hai. Humein umeed hai ki aap ko samajh aa gya hoga ki Bihar Police Admit Crad Download kaise karein. Agar abhi bhi aap ko koi doubt ho to humse niche comment karke puchein.

2 COMMENTS

    • Aap CISF tradesman ke liye apply kar sakte hai. Uske form nikale hue hai ya Head cosnatble ki vacancy agle saal nikalegi uske liye tab apply kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here