10th ke baad kya kare

Agar aapne 10th class pass karli hai aur ab aap ye soch rahe hai ki 10th ke baad kya kare toh padhiye iss article ko jisme aapko 10th ke baad kya kare in Hindi ki saari jaankari milegi.

Iss article me10th ke baad kya kare ke baare mein jaane:

Stream wise subjects with career options

10th Pass Sarkari naukri ke baare mein jaane

Polytechnic courses aur career ke baare mein puri jaankari

ITI courses aur career ke baare mein puri jaankari

Diploma/Certificate courses ki jaankari

10th Pass private jobs

Distance Education

Agar is article ko lekar aap kuch kehna chahte hain toh neeche comment kare.

10th ke baad konsa subject lena chahiye?

Jaaniye ki kaun kaun streams ke options hai aapke pass 10th ke baad aur kya career options hai in streams mein:

Arts Stream

  1. History
  2. English
  3. Political science
  4. Geography
  5. Psychology
  6. Music
  7. Dance
  8. Fine arts
  9. Literature (Other languages)
  10. Physical Education
  11. Philosophy
  12. Sociology
Career options
  • Teaching job
  • Literature (Content writing)
  • Music industry
  • Media and Advertising industry
  • Animation and Multimedia
  • Marketing industry
  • Social work sector
  • Legal
  • Hospitality sector
  • Designing industry

Commerce Stream

  1. English
  2. Accountancy
  3. Business studies
  4. Maths
  5. Economics
  6. Computer (Optional)
Career options in commerce:
  1. B.Com: 
  2. Bachelor of Business Administration (BBA)
  3. Bachelor of Management Studies (BMS) :
    Career after B.Com, BBA, BMS : Business Development, Analyst, Marketing, Finance, Human Resource, Manager in industry like Retail Manager)
  4. Chartered accountancy course
    Career : Accountant, CA 

Science Stream

  1. English
  2. Physics
  3. Chemistry
  4. Mathematics
  5. Biology (Medical/Non-Medical)
  6. Computer science (Optional)
  7. Economics (Optional)
Career options in Medical:
  1. MBBS (Doctor)
  2. BDS (Dentist)
  3. Nursing
Career options in  Engineering:
  1. B.tech (Software Engineer, Mechanical Engineer, Electrical Engineer)
  2. Bachelor of Computer Application (Software Engineer)
  3. Bachelors of Architecture (Architecture)
  4. Pilot

12th science ke baad career options ki puri jaankari ke liye click kare

10th ke baad job 

10th Pass Sarkari Job

Dasvi ke baad bhi aap sarkari naukri kar sakte hai. 10th pass government job ke options jaaniye aur kare apna sarkari naukari karne ka sapna pura.

10th Pass Govt Jobs ke liye click kare

1.10th pass government job in Railway: RRB Group D
2. Indian Army Female Soldier Bharti 2019

*Neeche diye gayi jobs zaydatar unmarried males ke liye hai.

3. Technicians in Indian Railways
4. Sailor (400 Posts all over India) Indian Navy
5.Trades Man (Constable) in CRPF
6. Postman in Indian Post
7. General Duty (GD) Soldier Indian Army (sirf males ke liye)
8.Indian Army Soldier Nursing Assistant (MER)
9. SSC GD Constable
10. Plumber, Painter, Electrician and other trades in Military Engineering Services (MES)
11. General Duty Soldier in Border Security Force (BSF)
12. IRB Police Constable in Indian Reserve Police
13. Mess Staff in Indian Air Force
14. Lower Division Clerk in Government Departments
15. Peon Job in Education Department/Banks

16. SSC MTS

10th Pass Govt Jobs ke liye click kare

Polytechnic courses 

Polytechnic courses ek bahut accha option hai unn logo ke liye joh 10th ke baad sidha apna career shuru karna chhate hai. Polytechnic courses mein aapki skill based training hoti hai aur polytechnic institutes desh bhar mein hai.

Polytechnic courses ki puri jaankari ke liye click kare

ITI courses 

ITI ka matlab hota hai ‘Industrial Training Institute’. ITI mein trades jaise ki electrician, plumber, fitter etc.. ki vocational training di jaati hai.

ITI course ki puri jaankari ye liye yaha click kare

Diploma/Certificate courses 

Aapko jaldi apna career shuru karna hai par samjh nahi aa raha ki kaise aur kis field mein apna career banaye toh jaaniye certificate/diploma courses ke baare mein aur apni pasand ka career banaye.

Top Diploma courses after 10th

  1. Art Teacher Diploma
  2. Commercial Art Diploma
  3. Diploma in Stenography
  4. Diploma in 3D Animation
  5. Diploma in Beauty Care
  6. Diploma in Cosmetology
  7. Diploma in Cyber Security
  8. Diploma in Agriculture

Duration: 6 months-3 years
Starting salary: Rs.8,000- Rs. 15,000

Top Certificate courses after 10th

  1. Certificate in Mobile Phone Repair
  2. Certificate in Laptop/Computer Repair 
  3. Certificate in TV Repair
  4. Certificate in Auto mechanic
  5. Certificate in Textile Designing & Printing Course
  6. Certificate in Computer Operator Course
  7. Certificate in Android App Development
  8. Certificate in Hair Styling
  9. Certificate in Hardware & Networking
  10. Certificate in Professional Makeup
  11. Certificate in Laboratory Techniques
  12. Certificate in Information Technology
  13. Certificate in Web Designing Courses 
  14. Certificate in Digital Marketing 
  15. Certificate in NGO Management
  16. Certificate in Medical Technician (MRI, CT Scan, Dialysis, X-Ray) 
  17. Photography Courses 
  18. Animation Courses 

Duration: 2 months-1 year

Job Options

  • Media and Advertising Agency
  • Marketing Agencies/Companies
  • Corporates
  • Hospitality sector
  • Hospitals
  • Salons/Parlours
  • Textiles industry
  • IT sector
  • Freelancer
  • Business

Starting salary: Rs.8,000- Rs. 15,000

Private job options

Jaaniye ki kaun kaun si private jobs ke liye aap eligible hai 10th complete karne ke baad aur shuru kare apna career. Agar aap upar diye courses mein koi courses karte hai toh aap uss field mein private naukri kar sakte hai.

  1. Customer Care Executive in BPO Jobs
  2. Data entry operator in banks and corporates
  3. Sales agents in companies
  4. Administration job (office administrator)
  5. Front desk job
  6. Clerk job

Starting salary: Rs. 8,000-Rs.15,000

Distance Education 

Aap dasvi ke baad padhai ke sath sath job ya business karna chahte hai to distance education aapke liye hai. Distance education yani ‘open school’ se apni school ki padhai complete kar sakte hai. Open school mein aapko ya to weekends par school jana hota hai ya sirf exams dene ke liye jana hota hai. Aap schooling government jaise ki School of Open Learning (SOL) ya private open school se complete kar sakte hai. Distance education ke sath aap upar diye gaye sarkari ya private job kar sakte hai.

12th ke baad kya kare ki jaankari ke liye click kare

Agar is article ko lekar aap kuch kehna chahte hain ya 10th ke baad kya kare ke baare mein aur kuch janana chahte hai toh neeche comment zarur karein.

11 COMMENTS

  1. I am working in chhatrapati Shahu Maharaj Research, Training and Human Development Institute (SARTHI),Pune. It is Autonomous body of state Government of Maharashtra. Now I am working on knowledge bank and Institutional networking. We are developing the data on our site regarding career options and its information through different-different Institute. Please contact me regarding the same as early as possible.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here